Shukr e khuda

  Rasule Khuda (saww):

Jo khana khaa kar (Allah ka) SHUKR adaa karta hai wo oos shakhs se behtar hai jo Roza rakh kar Khamosh rehta hai (yaani Shukr adaa nahi karta hai).

(Tuhaf ul Uqoul)

Imam Sadiq (as):

Dushman e Khuda ke saath Achche Akhlaaq se peash aana, Insaan ka apni aur Momin bhaiyo'n ki jaan ka behtareen Sadqa hai.

(Meezan ul Hikmah, Vol3)