Wahshat ki namaz

(Namaz—e wahshat—ka tarika)

Jiss din mayyat dafn ho uss din sham me namaz e isha ke bad—do rakat namaz padhe—

1—Niyat : mai namaz e washat parhta hu sunnat kurbatan ilallah——

2— pahli rakat me sura alhamd ke bad—ek martaba aytalkursi padhe—aur dusri rakat me surah alhamd ke baad—10 martaba surah kadr (ina anzalna) padhe namaz tamam karke iss tarah se kahe—khuda wanda is namaz ka sawab (Dafn hoi mayyat ka naam lekar iski ruh) Ke liye kabool farmae